Roman script

Tu jo chhod ke mujhko gaya hai

Tod gaya hai kuch iss tarah

Tu jo chhod ke mujhko gaya hai

Tod gaya hai kuch is tarah

Jaise khwaab bina aankhe

Jism bina rooh hun main is tarah

Maine tujhko jiya tera sajda kiya

Piya chahat ka tune yeh kaisa sila

Kaisa sila

Beliya beliya, sun mere beliya

Beliya beliya, sun mere beliya

Jaane teri thi khata

Ya mera tha kasoor

Jo likha tha qismat main

Hona tha zaroor

Jaane teri thi khata

Ya mera tha kasoor

Jo likha tha qismat main

Hona tha zaroor

Aake kinare pe chhuta saath tera

Hathon se mere kyun chhuta haath tera

Mera tere siva koyi khwaab nahi

Mera saaya bhi mujhse hua hai kafa

Mujhse kafa

Beliya beliya, sun mere beliya

Beliya beliya, sun mere beliya x(2)

Explore this song