Roman script

Ae khatam-e-rusool, kabaa-e-maqsood tu hi

Dar soorat-e-har che hast mauzood tu hi

Ayaat-e-kamaal-e-haq ayan ast ba-to

Aan zaat ke dar parda nihan bood tu hi

Suhani raat thi,

Suhani raat thi aur pur-sukoon zamana tha

Asar mein dooba hua jazb-e-ashiqana tha

Unhain tu arsh pe mehboob ko bulana tha

Hawas thi deed ki miraj to bahaana tha

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Yeh kamal-e-husn ka moajza

Ke firaq haq bhi na seh saka

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaaye

Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaaye

Sadma-e-hijar khuda say bhi gavara na hua, na hua

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Soo-e-muntaha woh chale nabi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal ula bi kamaalihi

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Sar-e-la-makaan say talab huyi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Khair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula

Khair-ul-wara, sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula

Shams-ud-dua, badr-ud-duja, yaani muhammad-e-mustafa

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Jo gaya hai farsh se arsh tak

Woh buraq le gaya be-dhadak

Tabq-e-zameen waraq-e-falak

Gaye neeche paaun se pul sarak

Latein zulf ki jo gayi latak

Toh jahan sara gaya mehak

Huye mast bulbulien iss qadar

Toh yeh gunche bole chatak chatak

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Rukh-e-mustafa ki yeh roshni

Yeh tajalliyon ki hamahami

Rukh-e-mustafa ki yeh roshni

Yeh tajalliyon ki hamahami

Ke har ek cheez chamak uthi

Ke har ek cheez chamak uthi

Kashafad-duja bi-jamalihi

Ke har ek cheez chamak uthi

Kashafad-duja bi-jamalihi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Na falak na chand taare na shehar na raat hoti

Na falak na chand taare na shehar na raat hoti

Na tera jamaal hota na yeah kaaynaat hoti

Koyi hadd hai unke urooj ki

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Koyi hadd hai unke urooj ki

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Aye mazhar-e-noor-e-khuda

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Ae mazhar-e-noor-e-khuda

Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Maula ali musqil-kusha

Kashafad-duja bi-jamalihi

Maula ali musqil-kusha

Kashafad-duja bi-jamalihi

Husnain jaan-e-fatima

Hasunat jameeu khisaalihi

Husnain jaan-e-fatima

Hasunat jameeu khisaalihi

Yaani muhammad-e-mustafa

Yaani muhammad-e-mustafa

Sallu alaihi wa aalihi

Sallu alaihi wa alihi

Sallu alaihi wa alihi x(3)

Explore this song