Roman script

Dil behla kar ji munh modne ka

Dil behla kar ji munh modne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Kamaal hai kamaal hai

Tumhari bhi kamaal hai

Kal hor koyi naal si

Ajj hor koyi naal hai

Kamaal hai kamaal hai

Tumhari bhi kamaal hai

Kal hor koyi naal si

Ajj hor koyi

Are choron ki tarah chori karke daudne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Are bhoolna tumhare liye aam baat hogi

Tumko humari baatein kahaan yaad hongi

Are bhoolna tumhare liye aam baat hogi

Tumko humari baatein kahaan yaad hogi

Kahaan yaad hongi ji kahaan yaad hongi

Are naye naye chehro se roz naate jodne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Nazar ji nazar ji kiya karo kadar ji

Tez tej chalte ho rakha karo sabar ji

Nazar ji nazar ji kiya karo kadar ji

Tez tej chalte ho rakha karo sabar ji

Are istemal karke log piche chhodne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Wah ji waah kya hunar hai dil todne ka

Explore this song