Roman script

Kyun udaas phirte ho

Sardiyon ki shaamon mein

Kyun udaas phirte ho

Sardiyon ki shaamon mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Saara din akele mein

Raat bhar khayalon mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Chup se ho gaye ho kyun

Baat kyun nahi karte

Chhoti chhoti baaton pe

Jee-te-jee nahi marte

Haath kaale karte ho

Naam likhke haathon mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Saara din akele mein

Raat bhar khayalon mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Nazm jo sunani thi

Nazm woh suna di hai

Baat samjhani thi

Baat samjha di hai

Wakht ho gaya apna

Phr milenge khwabon mein

Kyun udaas phirte ho

Sardiyon ki shaamon mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Saara din akele mein

Raat bhar khayalon mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Iss tarah to hota hai

Iss tarah ke kaam'on mein

Explore this song