Roman script

Tera mera yeh fasana

Poore rahein adhoore sahi

Phir kyun bhala unn lamho se hi

Ghuzara karun aahein bharu

Chaar deewari yeh tere bina qaid sa laage

Baarish ki chheente tezaab sa kyun jalaaye

Ka karun sajni aaye na baalam

Ka karun sajne aaye na baalam

Darwaaze pe dastak huyi

Sach mein kahin tu toh nahi

Baahon mein tu marke mujhe

Hothon se chhu kar toh dekh

Tu sach ya bharam jaane do

Saare mausam patjhad jaise kyun laage

Mere sirhaane tu baitha aisa kyun laage

Ka karun sajni aaye na baalam

Ka karun sajne aaye na baalam

Rowat rowat haaye kal nahi aaye

Tadap tadap mohe ram kal nahi aaye

Nis din mohe viraha sataaye

Yaad aawat jab unki batiyan

Explore this song