Roman script

Meri zindagi mera pyaar tu

Meri aashiqui ka hai saar tu

Maine jo kiya use bhool ja

Maine jo kaha use maaf kar

Teri rehmaton ka sawal hai

Teri aashiqui ka khayal hai

Tu raheem hai tu kareem hai.

Meri zindagi ko sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de

Mujhe khwahishon ne nigah di

Mujhe dar badar mein panah di

Mujhe sochne bhi nahi diya

Maine kya kiya, maine kya kiya

Mujhe roshni ka yaqeen de

Mere raaste ko zameen de

Tu raheem hai tu kareem hai

Meri zindagi ko sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de x(4)

Soye jo akela, jannaton mein khela

Aise hi kisi ka waasta,

Paida ho gawahi, tere ghar se aayi

Aise hi kisi ka waasta

Teri jo razaayein hain,

Haan meri duain hain

Haan.. Haan.. Haan..

Sanwaar de, sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de

Sanwaar de, sanwaar de x(6)

Explore this song