Roman script

Dekha tune rekha maine chori chori

Yun to sau dafa, haan sau dafa

Jee le thoda ho na jaaye baaton baaton

Mein hi yun subah, haan yoon subah

Sau baaton ki baat hai ek

Main hun tera to kya sochna

Koyi karke bahaana

Aa jaana mere kareeb

Koyi karke bahaana

Aa jaana mere kareeb

Aaya tu jabse nazron mein

Maine phir khwaab dekha na

Hoga kal se yeh khabron mein

Teri haan ki bachi hai meriyan

Tu rahega mere zikron mein

Ab kabhi koyi hoga na

Keh na paaun chahe lafzon mein

Phir bhi karta rahunga main bayaan

Tu chahiye baaki kar li hai

Maine saari taiyariyan

Koyi karke bahaana

Aa jaana mere kareeb

Koyi karke bahaana

Aa jaana mere kareeb

Aa jaana mere kareeb

Aa jaana aa jaana

Aa jaana mere kareeb

Aa jaana mere kareeb

Explore this song