Roman script
Saansein juda ho jayegi Aankh yeh jab so jayegi Aah bhi chup ho jayegi Phir aaoge ya nahi Jism dua ho jayega Naam juban ho jayega Rooh kahin kho jayegi Phir aaoge ya nahi Phir aaoge ya nahi Phir aaoge ya nahi Tum aaoge ya nahi Tum aaoge ya nahi Koyi mere jaisa aashiq nahi hai Tu meri mohabbat se waakif nahi hai Ho falak se yeh saare ghira do sitaare Magar waqt mere mutabik nahi hai Jab duniya tham jayegi Behti hawa ruk jayegi Meri juban kho jaayegi Phir aaoge ya nahi Phir aaoge ya nahi Phir aaoge ya nahi Tum aaoge ya nahi Tum aaoge ya nahi Ho intezaar mein tere ruka Karoge farz aakhiri wo kab ada Laga karke seene se do pal rula do zara Dard riha ho jayega Marz dava ho jayega Maut dua ho jayegi Phir aaoge ya nahi Phir aaoge ya nahi Tum aaoge ya nahi Tum aaoge ya nahi Wo..
Song details
- Singer: Ami Mishra
- Composer: Ami Mishra
- Lyricist: Kunaal Vermaa
director: Ravikant Sharma
cast: Ayaan Khan
director of photography: Junaid Rashid