Roman script
Teri in saanson ke ehsaason ko Yun kareeb rakhta hun Teri har khushi ko aur Dardon ko main apna samajhta hoon Tu mushkuraye dil yehi chaahe Darne ki hai nahi ab koyi baat Main hoon na tere saath tere saath Na koyi tha na hoga tere baad Main hoon na tere saath tere saath Kar le tu poore saare tere khwab Dekho na tum zara koyi nahi yahan Dono hi bekaraar hain Aise kabhi na thi kisi ki aadatein Jo bhi hai pehli baar hai Jao kahin bhi main teri yeh khushbuyein Rehti hamesha sath hain Maangi nahi kabhi maine koyi dua Tu jabse mere paas hai Hmm baahon mein teri barbaad honge Chahe subah se ho jaaye raat Main hoon na tere saath tere saath Kar le tu poore saare tere khwab
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Film / album: Saina
- Composer: Amaal Mallik.
- Lyricist: Kunaal Vermaa.
cast: Parineeti Chopra