Roman script
Jahan saanson ne daud lagayi nahi Jahan neendon se koyi ladayi nahi Jahan paidon ka saya nadi tak hai Jahan jheelon mein chaand abhi tak hai Jahan hasne pe shartein na ho Log jeene se darte na ho Chal wahin chalein Chal wahin chalein Na jate ho jahan Jahan ke raaste Chal wahin chalein Chal wahin chalein Na jate ho jahan Jahan ke raaste Befikar apne ghar se nikal Raasta dil ko tere pata hai Raah mein shaam hogi kahaan Yeh musaafir kahaan sochta hai Jahaan ankhein aansu na jaanein Muskurane ke hon sau bahaane Chal wahin chalein Chal wahin chalein Na jate ho jahan Jahan ke raaste Chal wahin chalein Chal wahin chalein Na jate ho jahan Jahan ke raaste Roshni pyaar jaisi nahi Sitaare bhi humne hai aazmayein Yeh zameen yaad aayi to hum Aasmaanon se bhi laut aayein Jahan sar pe koi haath phere Jahan apno ne rang ho bikhere Chal wahin chalein Chal wahin chalein Na jate ho jahan Jahan ke raaste Chal wahin chalein Chal wahin chalein Na jate ho jahan Jahan ke raaste
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Saina
- Composer: Amaal Mallik
- Lyricist: Manoj Muntashir
director: Amole Gupte
cast: Parineeti Chopra