Roman script

Har lamha meri aankhein

Tujhe dekhna hi chahe

Har raasta mera

Teri taraf hi jaaye

Bepanah pyaar tujhse

Tu kyun jaane na

Hua iqraar tujhse

Tu kyun maane na

Bepanaah pyaar tujhse

Tu kyun jaane na

Hua iqraar tujhse

Tu kyun maane na

Tere kareeb hote hi

Mujhmein jaan si aa jaye

Tere door jaate hi meri

Yeh saansein bhi tham jaye

Tere kareeb hote hi

Mujhmein jaan si aa jaye

Tere door jaate hi meri

Yeh saansein bhi tham jaye

Dil besabar hai mera

Haan sun'ne ko tera

Kayi dinon se hi

Nahi hai soya

Har lamha meri aankhein

Tujhe dekhna hi chahe

Har raasta mera

Teri taraf hi jaaye

Bepanah pyaar tujhse

Tu kyun jaane na

Hua iqraar tujhse

Tu kyun maane na

Bepanaah pyaar tujhse

Tu kyun jaane na

Hua iqraar tujhse

Tu kyun maane na

Explore this song