Roman script
Yeh sooraj se bhi keh do Ke apni aag bujha ke kare Yeh sooraj se bhi keh do Ke apni aag bujha ke kare Agar uss'se baatein karni hai To phir nazar jhuka ke kare To phir nazar jhuka ke kare Taare uske hath mein hone hi chahiyein Jugnu uske sath mein sone hi chahiyein Ho khushbuon se uski sifarish ki jaaye Ho khushbuon se uski sifarish ki jaaye Ae khuda tu bol de tere baadlon ko Ae khuda tu bol de tere baadlon ko Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Yeh sooraj se bhi keh do Ke apni aag bujha ke kare Agar uss'se baatein hai karni To nazarein jhuka ke kare Ho yeh sooraj se bhi keh do Apni aag bujha ke kare Agar uss'se baatein karni hai To nazarein jhuka ke kare Mohabbat-e-jaani ki Poori khwahish ki jaaye Mohabbat-e-jaani ki Poori khwahish ki jaaye Ae khuda tu bol de tere baadlon ko Ae khuda tu bol de tere baadlon ko Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Haaye aashiq hun jaane mein Kitna waqt lagta hai Rab ke ghar mein aane mein Kitna waqt lagta hai Dekha use to yeh maaloom hua Ke jannat ko paane mein Kitna waqt lagta hai Yeh zamana jaane na Kya kara sakti hai Ho yaar mere ki nazrein hai Dariya dooba sakti hai Uska bas chale to Saara dariya pee jaaye Uska bas chale to Saara dariya pee jaaye Ae khuda, ae khuda Ae khuda tu bol de tere baadlon ko Ae khuda tu bol de tere baadlon ko Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Ae khuda tu bol de tere baadlon ko Mera yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Yaar hans raha hai, baarish ki jaaye Na duniya ke liye likhte Na mere liye likhte Na duniya ke liye likhte Na mere liye likhte Ghalib zinda hote To tere liye likhte Ghalib zinda hote To tere liye likhte
Song details
Song video
director: Arvindr Khaira
cast: Nawazuddin Siddiqui, Sunanda Sharma
choreography: Rajit Dev
director of photography: Anurag Solanki
music label: - Desi Melodies