Roman script

Maine gairon ki baahon mein dekha hai so ke

Sach batayein mazaa aa gaya

Tu tu hai meri jaan koyi tujh sa kahin na

Yeh unki jo khushboo samajh aa gaya

Maine gairon ki baahon mein dekha hai so ke

Sach batayein mazaa aa gaya

Tu tu hai meri jaan koyi tujh sa kahin na

Yeh unki jo khushboo samajh aa gaya

Bhatak gaye thhe hum ek shaam ko

Kiya hai kharaab, kharaab tere naam ko

Kyun dil tera toda yeh puchne kal to

Sapne mein mere khuda aa gaya

Maine gairon ki baahon mein dekha hai so ke

Sach batayein mazaa aa gaya

Tu tu hai meri jaan koyi tujh sa kahin na

Yeh unki jo khushboo samajh aa gaya

Dariya yeh dariya, dariya na hota

Na hota jo iska kinara

Aqal thikane aayi hamari

Tumse bichad kar oh yaara

Dariya yeh dariya, dariya na hota

Na hota jo iska kinara

Aqal thikane aayi hamari

Tumse bichad kar oh yaara

Raat ko nikla tha teri gali se

Thokar main kha ke subah aa gaya

Maine gairon ki baahon mein dekha hai so ke

Sach batayein mazaa aa gaya

Tu tu hai meri jaan koyi tujh sa kahin na

Yeh unki jo khushboo samajh aa gaya

Yeh aakhiri galti thi aakhiri mauka

De de na mujh ko tu saaki

Ab tere pairon mein kaatenge yaara

Jitni bhi zindagi hai baaki

Yeh aakhiri galti thi aakhiri mauka

De de na mujh ko tu saaki

Ab tere pairon mein kaatenge yaara

Jitni bhi zindagi hai baaki

Ho jaani ke andar jo jaani aawaara tha

Jaani woh khud hi jala aa gaya

Maine gairon ki baahon mein dekha hai so ke

Sach batayein mazaa aa gaya

Tu tu hai meri jaan koyi tujh sa kahin na

Yeh unki jo khushboo samajh aa gaya

Explore this song