Roman script
Maine apna tujhe maana hai Teri rooh ko pehchana hai Har waqt yeh kehta hai dil Tere saath mujhe jaana hai Maine apna tujhe maana hai Teri rooh ko pehchana hai Har waqt yeh kehta hai dil Tere saath mujhe jaana hai Rehne laga tu aise mujhme Khil uthe din raat mere Oh fakira oh fakira Mujhe le chal saath tere Oh fakira oh fakira Mujhe le chal saath tere Saath agar tu hai to Duniya mein sab hai yaara Ishq meri hai jaat Ishq hi mazhab hai yaara Sath agar tu hai to Duniya mein sab hai yaara Ishq meri hai jaat Ishq hi majhab hai yaara Tere bina yeh jee na laage Aakar thaam le haath mere Oh fakira oh fakira Mujhe le chal saath tere Toot ke palkon se yeh Moti na bikhar jaayein Dar lagta hai tujh bin Bemaut na mar jaayein Toot ke palkon se yeh Moti na bikhar jaayein Dar lagta hai tujh bin Bemaut na mar jaayein Sun le kabhi to do ghadi tu Dil ke jazbaat mere Oh fakira oh fakira Mujhe le chal sath tere Oh fakira oh fakira Mujhe le chal sath tere
Song details
- Singer: Amit Mishra
- Composer: Arabinda Neog
- Lyricist: Shekhar Astitwa
Song video
director: Sidhaant Sachdev
cast: Shivin Narang, Tejasswi Prakash
director of photography: Sajal K Soni
music label: Times Music