Roman script

Dard karne laga hai iltjayein

Dhoond karke kahin se tujhko laayein

Kyun juda ho gayi hai apni raahein

Jaane kiski lagi hai badduaein

Lapata dil puchhta hai tu kahan hai

Khudara aakar aakar, pareshan dil par dil par

Reham kar mil kar mil kar, mohabbat mein

Khudara aakar aakar, pareshan dil par dil par

Reham kar mil kar mil kar, mohabbat mein

Subah se raat tak main tujhi ko dhoondta hun

Nahi aati hain neendein bas aankhein moondta hun

Tere aane ka laalach main dil ko de chuka hun

Issi hafte milogi main yeh bhi keh chuka hun

Laut aa dil meharbani maangta hai

Khudara aakar aakar, pareshan dil par dil par

Reham kar mil kar mil kar, mohabbat mein

Khudara aakar aakar, pareshan dil par dil par

Reham kar mil kar mil kar, mohabbat mein

Chaand mere laut aa dhoonde dil ka aasmaan

Dekhun tera raasta meharban dil bechara bezubaan

Puchhta hai tu kahan dard kar de kam zara meharban

Khudara aakar..

Explore this song