Roman script
Hmm.. Hmm.. Baadlon se aage palkon pe bitha ke Aaja le chalun main tujhe Khwaabon ka jahan ho koyi na wahan ho Rehna bas tere sang mujhe Teri kasam, koyi bhi gham Tujh tak na aane dunga main Baadlon se aage, palkon pe bitha ke Aaja le chalun main tujhe Jaise pyaase mann pe Hoti hain baarishein Bin maange hi jaise Poori ho khwaahishein Tu jo rahe, saath mere Chalta jahan le jaaye mujhe Baadlon se aage palkon pe bitha ke Aaja le chalun main tujhe Khwaabon ka jahan ho koyi na wahan ho Rehna bas tere sang mujhe Hmm.. Hmm..
Song details
- Singer: Palaash Muchhal
- Singer: Palak Muchhal
- Composer: Palaash Muchhal
- Lyricist: Palak Muchhal
Song video
singer: Palaash Muchhal, Palak Muchhal
director of photography: Parvez Pathan
music label: Pal Music