Roman script
Na na na na x(3) Ae dil mere kyun tu roye Aaja zara khwaabon pe roye Sheeshe jo dil ke bikhare huye hai Aaja inko chunle zara Ae dil mere kyun tu khafa hai Jo hone ko tha wo ho chuka hai Yeh tere sach ki inteha hai Ae dil mere tu sun le zara Taqdeer mein jo na likha Usko tu hai kyun dhoondh raha Zakhm jo dil ko hai lage Marham bhi to hai saamne Khud se juda kyun hai Saya bhi to tu hai Manzil ke kadamon tale Aisi raah chale Ae dil mere usko bhulade Jo tere aankhon se ashqe bahaye Waqt ki tarah chalte rahe hum Lamhon se khushiyan bun le zara Ae dil mere kyun tu khafa hai Jo hone ko tha wo ho chuka hai Yeh tere sach ki inteha hai Ae dil mere tu sun le zara Aawaaz banke wo kahin Mujhmein hai goonje aaj bhi Khwaabon ko kaise sambhalu Bhikhare hai usme hi kahin Dil ko sukoon na mile Uske hi yaadon mein jiye Baarish ki tarah wo gire Mujhmein kyun aake thehare Ae dil mere ik iltza hai Dhadkan teri na bewajah hai Saanso ko apne seene mein bharke Raahon ko apni dhoondhe zara Ae dil mere kyun tu khafa hai Jo hone ko tha wo ho chuka hai Yeh tere sach ki inteha hai Ae dil mere tu sun le zara
Song details
- Singer: Shahzeb Tejani
- Composer: Shahzeb Tejani
- Lyricist: Shahzeb Tejani
Song video
director: Harsh Mahadeshwar
cast: Shahzeb Tejani, Daniela Boral
director of photography: Nathanael Ryman
music label: Zee Music Company