Roman script
Aur kisi ko dil mein basaana Humse kabhi yeh hoga nahi Tujh bin dhadkan ka chal paana Aisa kabhi bhi socha nahi Saamne tum ho aur main tumko Chhu bhi na paaun paas na aaun Maar de mujhko jaan bhi lele Mere yakeen ko jeene de Tu mera hai yeh veham Rehne de rehne de Tu mera hai yeh veham Rehne de rehne de Ishq jo tumko phir se ho to Kehna na tum kuch bhi mujhko Ho ishq jo tumko phir se ho to Kehna na tum kuch bhi mujhko Sach sun ke main mar jaunga Jhooth se mann ko behlaane do Saath bitaaye unn lamhon ki Saath bitaaye unn lamhon ki Khushbu sath mein rehne de Tu mera hai yeh veham Rehne de rehne de Parchhayi se jud ke tumhari Jism yeh mera saath chalega Parchhayi se jud ke tumhari Jism yeh mera saath chalega Lakh satayegi tanhayi Yaad se teri mann behlega Marham saare saath tu leja Marham saare saath tu leja Dard ko paas mein rehne de Tu mera hai yeh veham Rehne de rehne de
Song details
- Singer: Armaan Malik
- Composer: Manan Bhardwaj
- Lyricist: Rashmi Virag
director: Ashish Panda
cast: Asim Riaz, Sakshi Malik
director of photography: Sameer Arya