Roman script

Aankhein jaisi khulti meri

Karte rehta kuch na kuch

Neeche woh girana chahte

Karte rehte kuch na kuch

Main na baitha rehta

Mujhko karna rehta kuch na kuch

Mujhse lena chahte

Unko karma dega kuch na kuch

Mehnat karna aaj tumko

Kal tab dega kuch na kuch

Jeena chhod deta jab

Dekhta nahi sapna tu

Mushqilein zameen mein

Main mushqilon ko dafna dun

Jo jalte mujhse unko tohfa

Main sirf mere main dun

Dekh Mumbai main kahan aa gaya

Dekh Mumma main kahan aa gaya

Top 5 D.O.A maano ya na maano

Top 5 D.O.A maano ya na maano aah

Mera naam divine hai

Shukriya sab ko

Itne saal se sun rahe tum log

Itne saal se tum log

Support karte aa rahe

Sapna tha sapna

Aur abhi bhi sapne mein chal rahe apan

Shout out everybody out there

Who supports the movement

Gully gang boy

Haan

Sunega kya

Kya bol reli hai public

Ha! ha!

Maza aata hai yaar

Gaana bananne mein

Bahut maza aata hai

Gully gang boy

Koyi raaste mein aayenge

To seedha hurr hurr hurr

Chal vibe karte rehne ka

Paisa kamate rehna ka!

Explore this song