Roman script

Yeh kab se thodi thodi kho rahi hai
Haan.. Haan..
Yeh kab se thodi thodi kho rahi hai
Khuli aankhon se yeh kaise so rahi hai
Yeh kiska jaana aise ro rahi hai
Mohabbat ajnabee si ho rahi hai
Mohabbat ajnabee si ho rahi hai
Mohabbat ajnabee si ho rahi hai
Nafa nuksaan yeh kab sochti hai
Yeh meethi hai magar yeh ik rog si hai
Yeh zindagi teri huyi sab tera hai
Tumhein paane ki khwahish ik jog si hai
Yeh doori ke beej har su bo rahi hai
Mohabbat ajnabee si ho rahi hai
Mohabbat ajnabee si ho rahi hai

Song details

singer: Sachet Tandon, Sukriti Kakar

director: Nitin Kumar Gupta, Abhay Singhal

cast: Tanmay Ssingh, Musskan sethi, Rahul Roy, Yograj Singh, Upasana Singh

director of photography: Johny Lal, Andrey Eremenko