Roman script

Kis'se poochein jayein kahaan hum

Kyun huyi hai yeh dooriyan

Dil ne mere socha nahi tha kabhi

Aise rukega mera jahaan

Maula mere milaya kyun humein

Jab juda hi humein karna tha

Maula mere hansaya kyun humein

Jab hansa ke yun hi rulana hi tha

Khwahishein thi jo baarishein banke woh

Beh gayi aansuon ke sahare

Gamzada dil hua yun besabar hua

Garaj raha hai kaatilon ki tarah

Toot'te taare bas itni dua hai

Mere aane pe tu khushiyan vaar de

Wahi mera rab hai wahi mera sab hai

Ussi ko tu mera pyaar de

Kehte hai ke dil ki lagi ka asar

Reh jaana hai umar bhar

Maula mere milaya kyun humein

Jab juda hi humein karna tha

Maula mere hansaya kyun humein

Jab hansa ke yun hi rulana hi tha

Maula mere..

Explore this song