Roman script

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

In nainan mein neend kahaan re

In nainan mein neend kahaan

Jin mein piya samaaye

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

Kaahe gayo pardes piya

Le gayo mora saath jiya

Kaahe gayo pardes piya

Le gayo mora saath jiya

Mohe kathin hai rain bitaana

Mohe kathin hai rain bitaana

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

Raah takat din

Raah takat din doob gaya

Doob gaya

Raah takat din ḍoob gaya

Laaye na panchhi tora pata

Dekh piya mohe bhool na jaana

Dekh piya mohe bhool na jaana

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

Jaag rahi main to piya ke jagaaye

Le gaye kacchi neend utha ke

Laut saka to main aaunga waapas

Sahta hun main bhi judayi teri

Tujh tak bas meri kook na jaaye

Jaag rahi hai tu mere jagaaye

Hmm jaag rahi hai tu mere jagaaye

In nainan mein, in nainan mein

In nainan mein neend kahaan

Jaag rahi main to, main to piya ke jagaaye

Explore this song