Roman script
Chandni utar aayi mehfil mein aaj Mera hi jaadu chalega aaj Aaj ki hai raat nasheeli Thodi si maine bhi pi li Tan badan mein aag lagi hai Haan jashan ki baat chali hai Mood mein tum bhi ho Mood mein hum bhi hai Khamkha misuse na kar lena Aaha! Husn husn mera qaatil qaatil Muft muft mein tu chakh lena Looks looks tareef-e-kaabil Ang ang sangmarmar sa Aaj ki hai raat nasheeli Thodi si maine bhi pi li Saare zamane mein mera hi jalwa hai Aaja na close to me, sohniye Sabke demand mein main desi chhori hun Baahon mein bhar abhi, baliye Kaisi hawa meri taraf chali hai Meri patang ki dor kati hai Loot le mujhko doondh le mujhko Aaja na kahin phir der na ho jaaye Aaha! Husn husn mera qaatil qaatil Muft muft mein tu chakh lena Looks looks tareef-e-kaabil Ang ang sangmarmar sa Aaj ki hai raat nasheeli Thodi si maine bhi pi li Tan badan mein aag lagi hai Haan jashan ki baat chali hai Mood mein tum bhi ho Mood mein hum bhi hai Khamkha misuse na kar lena Aaha! Husn husn mera qaatil qaatil Muft muft mein tu chakh lena Looks looks tareef-e-kaabil Ang ang sangmarmar sa Husn husn mera qaatil qaatil Muft muft mein tu chakh lena Looks looks tareef-e-kaabil Ang ang sangmarmar sa
Song details
- Singer: Srishti Bhandari
- Composer: Amjad Nadeem Aamir
- Lyricist: Alaukik Rahi
Song video
cast: Sunny Leone, Mammootty
music label: Zee Music Company