Roman script

Ranj-e-ishq ka kyaa jaane
Peer fakeer
Yeh to radha jaane
Ya phir jaane heer
Bin ranjhe ki heer huyi main
Bin ranjhe ki heer huyi main
Aap hi apni peer huyi main
Aap hi apni peer huyi main
Bin ranjhe ki heer huyi main
Bin ranjhe ki heer huyi main
Khud ko khud mein qaid kiya hai
Khud ko khud mein qaid kiya hai
Khud apni zanjeer huyi main
Khud apni zanjeer huyi main
Bin ranjhe ki heer huyi main
Heer huyi main!

Song details

cast: Bhumi Pednekar, Arshad Warsi, Jisshu Sengupta, Mahie Gill, Karan Kapadia