Roman script
Tum thhe jahaan main tere paas wahin Dard mere mein tera saath nahi Bheege woh sapne hi aaye nazar Hai yeh tera nasha aafreen aafreen Aankhein yeh meri dhoonde tera pata Laapta ho gaye kyun phir ik dafa Kuch yaadon mein rakhte thhe humko sada Kyun bataya na humse huyi kya khata Aankhein meri dhoonde tera pata Laapta ho gaye kyun phir ik dafa Kuch yaadon mein rakhte thhe humko sada Kyun bataya na humse huyi kya khata Pal bhar mein teri ibadat huyi Jeene ki mujhko aadat huyi Ishq mera hona chahe riha Tu bhi kar yeh khata kabhi na kabhi Aankhein yeh meri dhoonde tera pata Laapta ho gaye kyun phir ik dafa Kuch yaadon mein rakhte thhe humko sada Kyun bataya na humse huyi kya khata Aayi nazar teri aawargi Hai be'asar meri deewangi Chain mera dhoondhe tera pata Tujhse yeh kahun ya kahun main nahi Aankhein yeh meri dhoonde tera pata Laapta ho gaye kyun phir ik dafa Kuch yaadon mein rakhte thhe humko sada Kyun bataya na humse huyi kya khata Aankhein yeh meri dhoonde tera pata Laapta ho gaye kyun phir ik dafa Kuch yaadon mein rakhte thhe humko sada Kyun bataya na humse huyi kya khata
Song details
- Singer: Shrey Singhal
- Composer: Shrey Singhal
- Lyricist: Shrey Singhal
Song video
director: Bilal Qureshi
cast: Charmee Zaveri, Shrey Singhal
choreography: Amit Syal
director of photography: Al Ameel