Roman script
Tum thhe jahaan main tere paas wahin Dard mere mein tera saath nahi Bheege woh sapne hi aaye nazar Hai yeh tera nasha aafreen aafreen Aankh uthi mahobbat ne angdayi li Dil ka sauda hua chandni raat mein Unki nazron ne kuch aisa jaadu kiya Mit gaye hum to pehli mulakaat mein Aankh uthi mahobbat ne angdayi li Dil ka sauda hua chandni raat mein Unki nazron ne kuch aisa jaadu kiya Mit gaye hum to pehli mulakaat mein Pal bhar mein teri ibadat huyi Jeene ki mujhko aadat huyi Ishq mera hona chahe riha Tu bhi kar yeh khata kabhi na kabhi Aankh uthi mahobbat ne angdayi li Dil ka sauda hua chandni raat mein Unki nazron ne kuch aisa jaadu kiya Mit gaye hum to pehli mulakaat mein Aayi nazar teri aawargi Hai be'asar meri deewangi Chain mera dhoondhe tera pata Tujhse yeh kahun ya kahun main nahi Aankh uthi mahobbat ne angdayi li Dil ka sauda hua chandni raat mein Unki nazron ne kuch aisa jaadu kiya Mit gaye hum to pehli mulakaat mein Aankh uthi mahobbat ne angdayi li Dil ka sauda hua chandni raat mein Unki nazron ne kuch aisa jaadu kiya Mit gaye hum to pehli mulakaat mein
Song details
- Singer: Shrey Singhal
- Composer: Shrey Singhal
- Lyricist: Shrey Singhal
Song video
director: Bilal Qureshi
choreography: Amit Syal
director of photography: Al Ameel