Roman script

Tujhse shuru hua jo tujhse shuru

Woh kissa tujhpe hi le hua khatam

Hoga nahi yeh humse hoga nahi

Kisi ko denge nahi teri jagah hum

Tere bina jiye to kyun

Ye sawal baar baar aata hai

Tere agar na ho sake

Kisi aur ke na honge waada hai

Kisi aur ke na honge waada hai

Wahin roz teri kami

Wahin ankh mein hai nami

Wahin dooriyan satayein

Bata kya karun

Jise tu na apna kahe

Jahan tu na aake rahe

Woh dil main khud tod doon

Hai aashiqi tu aakhiri

Hai zid meri tu aakhiri

Aansu mera meri hansi tu aakhiri..

Tere bina main kuchh nahi

Ye khayal baar baar aata hai

Tere agar na ho sake

Kisi aur ke na honge waada hai

Kisi aur ke na honge waada hai

Aaye na aaye marzi teri

Yaara khuli hai baahein meri

Teri gali se taa-zindagi

Hongi juda na raahein meri

Kissa ye kyun aadha raha

Ye malaal baar baar aata hai

Tere agar na ho sake

Kisi aur ke na honge waada hai

Kisi aur ke na honge waada hai

Explore this song