Roman script

Hmm.. Hmm..

Ab raaton ko mujhe loriyaan

Kaun sunayega, kaun sunayega

Kaun sunayega

Ab subah ko mujhe pyaar se

Kaun jagayega, kaun jagayega

Kaun jagayega

Ke tum bole bina, hi chale gaye

Hum poore hoke bhi ab, adhoore reh gaye

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa..

Kitni baatein karni thi

Kitna kuch kehna tha

Tujhko hasana tha aur

Tere haath se khana tha maa

Seene se mujhko tu

Apne lagale naa

Aawaaz deke mujhe tu

Phir se bula dena

Duayein roz karta hoon

Uss rab se yehi main

Sab kuch mera lele par

Meri maa lauta dena

Meri maa lauta dena

Meri maa lauta..

Ke tum kuch bole bina, hi chale gaye

Hum poore hoke bhi ab, adhoore reh gaye

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa

Teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa

Ke teri yaadein aaye maa

Dil ko bada sataaye maa

Ke teri ye yaadein..

Ke teri ye yaadein maa

Ke teri ye yaad aaye maa

Ke teri ye yaad aaye maa

Explore this song