Roman script
Teri aankhon ke aaine mein Khud ko main dekhun zara Teri sandali khushbuon mein Main hosh kho doon zara Tere seene mein utar ke main Mehsoos kar loon zara Gehra gehra yeh ishq tera gehra Gehra gehra yeh ishq tera gehra Teri aankhon se meri aankhon mein Meri aankhon se saanson mein Meri saanson se mere dil mein Dil se dhadkan mein thehra Gehra gehra yeh ishq tera gehra Madhoshiyan hai aawarapan hai Nazdeekiyon mein deewanapan hai Ho chhune se tere jeene lagunga main Mujhko zarurat bas teri sanam hai Teri chahton mein dubo kar Khud ko main dekhun zara Gehra gehra yeh ishq tera gehra Gehra gehra yeh ishq tera gehra Tanhaiyon mein gustakhpan hai Sargoshiyon mein bebaakpan hai Ho nazron se teri peene lagunga main Ab na koyi haya na koyi sharam hai Teri neendon mein khwab bankar Ab to main reh loon zara Gehra gehra yeh ishq tera gehra Gehra gehra yeh ishq tera gehra Teri aankhon se meri aankhon mein Meri aankhon se saanson mein Meri saanson se mere dil mein Dil se dhadkan mein thehra Gehra gehra yeh ishq tera gehra
Song details
- Singer: Altaaf Sayyed
- Composer: Altaaf Sayyed, Manny
- Lyricist: Anand Singh
Song video
director: Aslam Khan
cast: Tariq Akram, Shivika Sharda
director of photography: Jigar khan
music label: Zee Music Company