Roman script
Woh bhi kya din thhe yaar Tumhein dekh kar saari Yaadein taza ho gayi Tumhare gale ki khanak Aur aayat ki payal ki chhanak Poora mohalla goonj uthta tha Dil laga bhi liya Ishq bhi kar liya Chandani raat mein Humne taare gine Dil laga bhi liya Ishq bhi kar liya Chandani raat mein Humne taare gine Khwab jaisa koyi Khwab thi zindagi Neend tooti toh Aaya samajh ye humein Raah wo jispe main chal raha tha Uski koyi bhi manzil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kaabil nahi hai Khoobsurat bahut hai tu lekin Dil lagane ke kaabil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bhool jaane ke kaabil nahi hai Ho meri yaadon se tu aaj tak na gaya Aankh mein baarishein teri maujud hai Meri yaadon se tu aaj tak na gaya Aankh mein baarishein teri maujud hai Aaj bhi mehfilon mein tere aur mere Naam pehle ki tarah hi mashoor hai Mere barbaadiyon ki wajah mein Kehte hai ki tu shaamil nahi hai Qatal baazar mein ho chuka hun Phir bhi tu mera kaatil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bhool jaane ke kaabil nahi hai Kabhi iss aur kabhi uss aur Chale jaate ho Mahobbat humse wafa gairon se Yeh hunar kahan se laate ho Karwat badal leta hu main aajkal Jo kabhi mere khwabon mein Tum chale aate ho Jhoothi wafaaon ki jhoothi kahani Hai tune sunayi mujhe Mere liye toh khuda bhi tha jhootha Main sach maan baitha tujhe Jhoothi wafaaon ki jhoothi kahani Hai tune sunayi mujhe Mere liye toh khuda bhi tha jhootha Main sach maan baitha tujhe Saare ke saare zakham hai sambhale Jo tune diye the mujhe Ab dhadakta hai seene mein mere Hai wo patthar koyi dil nahi hai Zindagi bhar jise maine chaha Zindagi bhar jise maine chaha Marke bhi mujhko haasil nahi hai Bewafa tera masoom chehra Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bhool jaane ke kaabil nahi hai Bhool jaane ke kaabil nahi hai..
Song details
- Singer: Rochak Kohli
- Singer: Jubin Nautiyal
- Composer: Rochak Kohli
- Lyricist: Rashmi Virag
singer: Rochak Kohli, Jubin Nautiyal
director: Navjit Buttar
cast: Karan Mehra, Ihana Dhillion, Amardeep Phogat
choreography: Agam Honey
director of photography: Shinda Singh