Roman script
Unki yeh nazar Jo nazar se mili Main pighlata raha Usme hi kahin Main khuda se Haan khuda se kahoon Tu mera tu mera haan Ke ankhiyan baras baras jaayein Naina taras taras jaayein Mohe daras dikha jaa re Piya re.. Ke ankhiyan baras baras jaayein Naina taras taras jaayein Ke mohe daras dikha jaa re Piya re.. Khone laga main iss tarah Aisa asar tera hua Yeh dil pe chale tera hi zor Tu kheenche chalun main teri aur Tera hua main sabko chhod Yeh mera ishq nahi kamzor Unse bepanah jo mohabbat huyi Main pighlata raha Usme hi kahin Main khuda se Haan khuda se kahoon Tu mera tu mera haan Ke ankhiyan baras baras jaayein Naina taras taras jaayein Mohe daras dikha jaa re Piya re.. Ke ankhiyan baras baras jaayein Naina taras taras jaayein Ke mohe daras dikha jaa re Piya re..
Song details
- Singer: B Praak
- Film / album: Durgamati
- Composer: Tanishk Bagchi
- Lyricist: Tanishk Bagchi
cast: Bhumi Pednekar, Arshad Warsi, Jisshu Sengupta, Mahie Gill, Karan Kapadia