Roman script
Saiyyan chhod ke na ja re Ka karun tore bin na ja re Kaa se bolun main jaake Jee ki batiyan re Kaati jaye na sooni Kaali ratiyan re Saiyyan chhod ke na ja re Ka karun tore bin na ja re Kaa se bolun main jaake Jee ki batiyan re Kaati jaye na sooni Kaali ratiyan re Roothi hai khoyi hai moh se Mori neendiyan Kaate kate na ratiyan Roothi hai khoyi hai moh se Mori neendiyan Kaate kate na ratiyan Ro ke ab toh ankhiyan bhi haari Kahe maane na batiyan Tu jo rootha hai jag yeh chhuta hai Sunn mori araj na jaa re Saiyyan chhod ke na ja re Ka karun tore bin na ja re Kaa se bolun main jaake Jee ki batiyan re Kaati jaye na sooni Kaali ratiyan re Na ja.. Na ja.. Saiyyan.. Saiyyan..
Song details
- Singer: Palak Muchhal
- Composer: Palaash Muchhal
- Lyricist: Palak Muchhal
Song video
director: Ziaullah Quadir Khan
director of photography: Parvez Pathan
music label: Pal Music