Roman script
Main yeh haath jo Tere haath pe rakh doon Kya chalega falak talak tu Main hoon katra tu meri nadiyan Kya bahega sagar talak tu Main yeh haath jo Tere haath pe rakh doon Har saans jo tere naam Bhi likh doon Tujh pe ek nazam si Thi jo likhi Panne le gayi woh hawa Hai to chhipa Dhoondo to tum jawab Nainon ki bani do daras Parde sharm ki deewarein Inmein milta darwaza na Dil hai adh khula lifafa Main yeh haath jo Tere haath pe rakh doon Har saans jo tere naam Bhi likh doon Har subah khuli aankhein teri pahlu mein Duniya ke banaye saare gam bhi seh loon main Patjhad sawan bahaar aaye aa jaaye Teri lakeeron mein mera naseeba Main yeh haath jo Tere haath pe rakh doon Kya chalega falak talak tu Main hoon katra tu meri nadiyan Kya bahega sagar talak tu Main yeh haath jo Tere haath pe rakh doon Har saans jo tere naam Bhi likh doon Main yeh haath jo Tere haath pe rakh doon Har saans jo tere naam Bhi likh doon
Song details
- Singer: Samira Koppikar
- Singer: Stebin Ben
- Composer: Samira Koppikar
- Lyricist: Neeraj Rajawat
Song video
singer: Samira Koppikar, Stebin Ben
cast: Sameeksha Sud, Vishal Pandey
director of photography: Kundan Sad
music label: Zee Music Company