Roman script
Jabse paida tab se kiya humne Jabse paida tab se kiya humne Jabse paida tab se kiya humne Jabse paida tab se kiya humne Jabse paida tab se kiya humne punya paap Jitna mila dugna diya kiya punya paap Khoon pasina chauda seena karna punya aaj Hum na darte paap karke seekhe punya Punya paap punya paap Kaun hai khaas kaun hai sath Kaale baadal kala baarish Kya hai dharm kya hai jaat Kaun banaya kiska hath Sarfira yeh sarfarosh sarvanash Kisko chunta desh ka labh ya khudka swarth Manavata par kar prakash Nahi samajhta mujhko dharm jaat Tu daddy pe tha main maggi pe tha Tu skinny mein hai main baggy mein tha Yeh rap aur hip-hop mera planning nahi tha Main paise kamaane ke planing mein tha Ganda ya saaf mangta anaaj Jab doodh nahi ghar pe Tab kuch nahi aata hai yaad Kya hai punya aur kya hai paap Jabse paida tab se kiya humne punya paap Jitna mila dugna diya kiya punya paap Khoon pasina chauda seena karna punya aaj Hum na darte paap karke seekhe punya Punya paap punya paap Kal hai punya aaj hai paap Kaale kapde kaali raat Kaun hai sath lambi khaat Gaadi chalti ghoomte hath Mehnat zyada luck de sath Deal jab karte patte khaas Suffer karte bante laash Girne ka mera hai intezaar Rahenge zindabad jab tak intekal Unleashed yeh sher mere daant pe rakth hai Jalan hai bimari jo yeh sath mein rakhte hai Isliye covid se pehle hum fasle rakthe hai Beimani ki wajah badalte takht hai Chhapri hai tu tere gaane saste hai Jo lad nahi sakte woh gaali bakte hai Moses banjate jab paani sar pe hai Jaali ko mante yahan andh bhakt hai Haan bhagwan mein vishwas insaan dhokebaaz Ek number rahenge jab tak bante nahi laash Divine mera spirit hum bante nahi laash Hum takht pe baithe tu karte reh naach Tere ginti ke din hain hisaab mein le saans Hum O G jiyenge Jabse paida tab se kiya humne punya paap Jitna mila dugna diya kiya punya paap Khoon pasina chauda seena karna punya aaj Hum na darte paap karke seekhe punya Jee le beta teri aani wali maut Jitna kar le tu punya ya paap Band pinjre se udde hum aazad Khud parosne pe aata mujhe swaad Dusri album nahi meri dusri yeh kitaab Hum bille yeh billi sirf raaste de kaat Sirf darte hum bhagwan se Karte punya aur paap
Song details
- Singer: DIVINE
- Film / album: Punya Paap
- Composer: iLL Wayno
- Lyricist: DIVINE
Song video
director: Abhay Raha
director of photography: Malay Prakash
genre: Hip-Hop(Rap)
music label: Mass Appeal India