Roman script
Jaane kiski lagi hai yeh dil se dua Jaane kiski lagi hai yeh dil se dua Humko tum mil gaye, mil gaye Koyi aahat naa thi koyi dastak na di Aake rooh mein meri bas gaye Humko tum mil gaye, mil gaye Main akela tha yeh gum'on ne ghera tha Tu mila to khushi mil gayi Labon pe mere thi koyi dhun kahaan Tu mila maushiqui mil gayi Waqt ne thhe diye humko jitne jakhm Tere aane se wo sil gaye Humko tum mil gaye, mil gaye Dil kare tera oh sanam shukriya Tune kardi haseen zindgi Apne seene mein wo tujhko dedi jagah Ke karunga teri bandgi Ab sada ke liye faisla kar liya Ek pal naa tere bin jiyein Jaane kiski lagi hai ye dil se dua Humko tum mil gaye, mil gaye Humko tum mil gaye, mil gaye
Song details
- Singer: Vishal Mishra
- Composer: Naresh Sharma
- Lyricist: Sayeed Quadri
Song video
director: Arif Khan
cast: Hina Khan, Dheeraj Dhoopar
director of photography: Sudhir Chodhary
music label: VYRLOrignals