Roman script

Saamne tu hai na

Visphot sa dil mein hua re

Pyar ke ocean mein

Ek boat sa tair gaya re

Ho saamne tu hai na

Visphot sa dil main hua re

Pyar ke ocean mein

Ek boat sa tair gaya re

Dhak dhak karke sound jo aaya

Bak bak karke tujhko pakaaya

Ho zara ghabra ke zara itra ke

Kar pyar se karta raha

Chedkhaniyaan chedkhaniyaan

Kabhi ulti to seedhi

Chedkhaniyan chedkhaniyan

Kare aisi ki taisi

Chedkhaniyaan chedkhaniyaan

Kabhi ulti to seedhi

Chedkhaniyan chedkhaniyan

Kare aisi ki taisi

Ho tere sath beete jo lamhe

Har ek pal jaise yaadon mein chhupe

Neendon mein aati hai jaise ki sapne

Jaag ke bhi duniya dream lage

Yeh emotion saare hai udte gubbare

Jo teri galiyon mein aaye

Kab change hua yeh samajh nahi aaye

Jo turn yeh dil ne liya re

Zara samjha ke zara hichka ke

Main bhi pyar se karti rahi

Chedkhaniyaan chedkhaniyaan

Kabhi ulti to seedhi

Chedkhaniyan chedkhaniyan

Kare aisi ki taisi

Chedkhaniyaan chedkhaniyaan

Kabhi ulti to seedhi

Chedkhaniyan chedkhaniyan

Kare aisi ki taisi

Chedkhaniyaan chedkhaniyaan

Chedkhaniyan oh..

Ulti seedhi ulti seedhi

Aisi ki taisi

Chedkhaniyaan chedkhaniyaan

Kabhi ulti to seedhi

Chedkhaniyan chedkhaniyan

Kare aisi ki taisi

Explore this song