Roman script

Mera dil meri jaan

Mujhse na chupa

Chahat karde bayaan

Mere dil ka kya

Dil mein hai baat

Meri jo bassi wo

Keh na saka main

Tumse kabhi jo

Dena hai dil ab

Bas yeh tumhi ko

Chahat meri abse tumhi ho

Kaise bhoola du saari woh baatein

Khush bhi hu ton tere sahare

Soye na ab hum kitni hi raatein

Paya hai tujhko ab yeh jahan mein

Khwabon mein tujse milta raha

Chah ke main na keh ye saka ki

Tere bina kya wajood mera

Hona nahi kabhi tujhse juda

Befikar ho gaya

Main kidhar kho gaya

Ishq ki raahon mein

Ab tu mil gaya

Befikar ho gaya

Main kidhar kho gaya

Ishq ki raahon mein

Ab tu mil gaya haan

Mera dil meri jaan

Mujhse na chupa

Chahat karde bayaan

Mere dil ka kya haan

Janu main sab kuch jo tu chupaye

Mere alawa sabko bataye

Pyar se haq mujhpe jo jataye

Na jane kyun itna tu sataye

Meri yeh dhadkane besabar hai

Shayad tujhko bhi na khabar hai

Mere liye tu kitna alag hai

Teri hi chahat ki bhi samajh hai

Khwabon mein tujse milti rahi

Chah ke bhi kuch keh na saki

Jo aaj bhi main tujhme hu bassi

Jana naa ab tu door kahin

Befikar ho gaya

Main kidhar kho gaya

Ishq ki raahon mein

Ab tu mil gaya

Befikar ho gaya

Main kidhar kho gaya

Ishq ki raahon mein

Ab tu mil gaya haan

Explore this song