Roman script
Zindagi chal tera shukriya Shayad mile na tu kal ki subah Jo diya humne hans ke liya Ae zindagi tera chal shukriya Har saans ka har khwab ka Ummeed ke sailaab ka Tujhse judi har baat ka shukriya Teri dhoop ka barsaat ka Thaama jise uss hath ka Achhe bure halat ka shukriya Shukriya, shukriya Shukriya, shukriya Milna bichhadna aana jana Tay hai sab kuch pehle se Pyar bhare pal bandh ke rakh le Baaki sab kuch rehne de Kuch nahi hath aayega yahaan Phir bhi ae zindagi tera shukriya Kuch nahi hath aayega yahaan Phir bhi ae zindagi tera shukriya Mujhme sab hai sab kuch main hu Jeena marna baatein hai Mujhme dono chand aur suraj Mujhse din aur raatein hai Paas hu main tere har jagah Mehsoos kar mujhe aur mushkura Paas hu main tere har jagah Mehsoos kar mujhe aur mushkura Shukriya shukriya
Song details
- Singer: KK
- Singer: Jubin Nautiyal
- Film / album: Sadak 2
- Composer: Jeet Gannguli
- Lyricist: Rashmi Virag
Song video
singer: KK, Jubin Nautiyal
music label: Sony Music India