Roman script

Hum milenge phir kisi din

Tab talak khuda haafiz

Hum milenge phir kisi din

Tab talak khuda haafiz

Yeh judaiyan hain kuch din

Tab talak khuda haafiz

Pal yeh beet jaayega

Pyar laut aayega

Waqt ka behta yeh dariya

Phir kinare layega

Yaad rakhna mujhko mohsin

Tab talak khuda haafiz

Yeh judaiyan hain kuch din

Tab talak khuda haafiz

Khuda haafiz

Khuda haafiz

Khuda haafiz

Explore this song