Roman script

Nayi subaho ka aagaj

Sabki ki ho ik aawaj

Jab kaam se ho thakan

Fir chhede koyi saaj

Aur unchi apni ho parvaaj

Hai quaid ka farmaan

Yeh pyaara pakistan

Aage badh jayega

Jab milke karenge kaam

Kaam kaam kaam

Din raat kare hum kaam

Jab kaam se thhak jaaye

To aur karein hum kaam

Kaam kaam kaam

Din raat kare hum kaam

Jab kaam se thhak jaaye

To aur karein hum kaam

Yeh mulk humara hai

Humein jaan se pyaara hai

Hai apni yeh pehchan

Yeh mera pakistan

Chahat ke dharo mein

Nadiya ke kinaro mein

Har bacche ka armaan

Mera dil meri jaan

Mera pakistan yeh mera pakistan

Mera pakistan yeh mera pakistan

Aao milkar isko sanwaare

Iss dharti ko firse nikhare

Yeh mera hai paigaam..

Kaam kaam kaam

Din raat kare hum kaam

Jab kaam se thhak jaaye

To aur karein hum kaam

Kaam kaam kaam

Din raat kare hum kaam

Jab kaam se thhak jaaye

To aur karein hum kaam

Explore this song