Roman script
Aye haan sunn! 12 bajne wala main to bahar bhi ni ja raha Main to car mein ghoom rela Umbrela kholne ka barish aaya shabdon ka Maine beta kabron ka Main to beta khabron ke surkhiyon mein Marte hain ladkiyon pe jo marzi hum pe Haan komal si buri thi Meri tarah woh bhi thodi tapori thi Baaki jo bhi boluga main Samjh mein aaya to phir Gaana bana tu bhi jaake meri tarah I’m in charge brudda Charge charge charge charge boasy Charge charge charge charge bossin Charge charge charge charge boasy Charge charge charge charge bossin Saans liye bina baat karun rap karun Rapper hoon yahan par hu kya karun Weapon mere zuban ko chalega To sab chaddhi kheenche Kisi se jalega to phir reh jayega peechhe Gaane tumhare lagre pj isliye to baja maine dj Kaan ke doon neeche Naap ke phatke baap se dar ke reh Warna kaam kar hat ke sab kyun bhatke be Muchas gracias where those pesos It's all bueno till you vio I'm no middle man I told ya I don’t f**k a round I I'm in charge brudda 12 bajne wala main to bahar bhi ni jaa raha Main to car mein ghoom rela Umbrela kholne ka barish aaya shabdon ka Maine beta kabron ka Main to beta khabron ke surkhiyon mein Marte hain ladkiyon pe jo marzi hum pe Haan komal si buri thi Meri tarah woh bhi thodi tapori thi Baaki jo bhi boluga main Samjh mein aaya to phir Gaana bana tu bhi jaake meri tarah I'm in charge brudda Charge charge charge charge boasy Charge charge charge charge bossin Charge charge charge charge boasy Charge charge charge charge bossin Bhed chale kare bhare taale de rahe gali Meri public hai altan main classy mawali Yeh paltan hai ek to si yahan sab pe bhaari Whatsapp pe macha de tu tinder kyun ja ri Main single baitha hoon wahan mingle jama ni Maze le raha hoon main haan de na jawani Chadhta nahi saare raper kar kurbaani Maza bhi to aana chahiye gaana kisi ka jama nahi Muchas gracias where those pesos It's all bueno till you vio I'm no middle man I told ya I don't f**k a round I I'm in charge brudda I’m in charge brudda Charge charge charge charge boasy Charge charge charge charge bossin Charge charge charge charge boasy Charge charge charge charge bossin Bak bak zyada kare kaam inka kam Naam inka kam aake puchhe mujhe kahan milta bomb Saare gaane hit dene wala main to Kyun ki main to kitne saal se Main lage na main saare ja rahe ek taraf Main beta akela main thakela nahi Rakhela na kisi ko bhi paas mein Isliye to gaana banaya aise maine fast mein Khud se karunga jo bhi karna hai Sab hai mere paas mein..
Song details
- Singer: Emiway
- Singer: Nana Rogues
- Composer: Nana Rogues
- Lyricist: Emiway
- Lyricist: Nana Rogues
Song video
singer: Emiway, Nana Rogues
director: RayHaan Patni
director of photography: Paco loca
genre: Hip-Hop (Rap)