Roman script
Oh bawre rab ne mere Kyun tujhi se milaya Jaise koyi rishta ho ya Tumse koyi naata Oh bawre rab ne mere Kyun tujhi se milaya Jaise koyi rishta ho ya Tumse koyi naata Oh saathiya mere Tumne kiya hai jo riha mujhe Sapnon ke baadal mein Ho maahiya mere Tumse basi hain saari khwahishein Mujhko samete huye Meri duaon ka basera hai tumse Yeh kehra haan tumko bata doon Tu hi hai dil ka kinara hai tera sahara Jo khud ko sambhalun Meri duaon ka basera hai tumse Yeh kehra haan tumko bata doon Tu hi hai dil ka kinara hai tera sahara Jo khud ko sambhalun Tere bina ab laage rootha rab Ban gaya hoon bechara Dil gawah hai, dil ko pata hai Tere bina na guzaara Karke hum sajda jo sapne sajaye ve Aankhon mein jachda na dil ki judayi ve Dil yeh awara phir bhi ki hai duhayi ve Tera sahara hi dega rihayi ve Oh jaaniya mere behta hoon teri hawaon mein Khud mein basa le mujhe.. Ho maahiya mere Tumse basi hain saari khwahishein Mujhko samete huye Meri duaon ka basera hai tumse Yeh kehra haan tumko bata doon Tu hi dil ka kinara hai tera sahara Jo khud ko sambhalun Meri duaon ka basera hai tumse Yeh kehra haan tumko bata doon Tu hi dil ka kinara hai tera sahara Jo khud ko sambhalun
Song details
- Singer: Amol Shrivastava
- Composer: Abhishek Talented, Amol Shrivastava
- Lyricist: Abhishek Talented
Song video
director: Shivam Khurana
director of photography: Rijul sehgal, Rohann Malik
music label: Musiway - Gfp