Roman script
Yaad aa jaati hai mujhe woh teri hansi Mushkura jaati hai khud yeh palkein meri Yaad aa jaati hai mujhe woh teri hansi Mushkura jaati hai khud yeh palkein meri Kabhi aisa bhi hota hai Bhula deti main tujhko Magar boondein meri har Koshish barbaad karti hai.. Tumhe baarish bada yaad karti hai Tumhe baarish bada yaad karti hai Aaj bhi mujhse teri baat karti hai Tumhe baarish bada yaad karti hai Tumhe baarish bada yaad karti hai Aaj bhi mujhse teri baat karti hai Tumhe baarish bada yaad karti hai Woh pehli nazar woh chehra tumhara Jab aankhon se tumko tha dil mein utara Woh pehli nazar woh chehra tumhara Jab aankhon se tumko tha dil mein utara Main bhoola nahi hoon panaahon ko teri Woh jisme tha maine zamana ghuzara Bichhadne se pehle tera Woh mujhse lipat jaana Woh bebas nigahein meri Ab tak fariyaad karti hai Tumhe baarish bada yaad karti hai Tumhe baarish bada yaad karti hai Aaj bhi mujhse teri baat karti hai Tumhe baarish bada yaad karti hai
Song details
- Singer: Payal Dev
- Singer: Stebin Ben
- Composer: Payal Dev
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
singer: Payal Dev, Stebin Ben
director: Arif Khan
cast: Mohsin Khan, Shivangi Joshi
music label: VYRLOrignals