Roman script
Aadha andhera aadha savera Aadha raha sab tera mera Aadha andhera aadha savera Aadha raha sab tera mera Ho aadhi si raat, aadhi si baat Ik din aur baaki hai Aadhe aadhe se hum Aur baaki hai Aadhe aadhe se hum Aur baaki hai Aadhe aadhe se hum Hmm.. Saara andhera dhoondh kar Uss ek lifafe me rakh diya Lau de na rahe lapata Aadha pata ik likh diya Ab roshni ki nadi mein hum Tim tim diye ki do kashtiyan Ab roshni ki nadi mein hum Tim tim diye ki do kashtiyan Madham si lau madham si roh Jyada na kam aur baaki hai Aadhe aadhe se hum Aur baaki hai Aadhe aadhe se hum Aadhe aadhe se hum
Song details
- Singer: Shilpa Rao
- Singer: Mika Singh
- Composer: Sneha Khanwalkar
- Lyricist: Raj Shekhar
Song video
singer: Shilpa Rao, Mika Singh
music label: Zee Music Company