Roman script

Zara thehro zara baithon karni hai baatein

Paas aao aur thoda sard hai raatein

Aasan hota toh main kabka keh chuka hota

Aise tumhare saamne khamosh na rehta

Zara thehro zara baithon karni hai baatein

Paas aao aur thoda sard hai raatein

Meri aankhon mein saanson mein

Pehle bhi yeh khaab chalta raha

Teri neendon mein chukpe se jaane se

Jaane kyun darta raha

Baarish ki boondon sa ye dil girta barasta hai

Tum paas hote ho magar phir bhi tarasta hai

Zara thehro zara baithon karni hai baatein

Tumko paana chahti hai meri barsaatein

Koyi aaye na jaaye na

Aao na aisi jagah pe le chalu

Jahaan waqt humara ruka ho

Aur main apne dil ki kahun

Dhadkan ko apni ek pal aaraam na dena

Iss mod pe aakar ke dil ko tod na dena

Zara thehro zara baithon karni hai baatein

Aur thodi der chalne do mulakaatein

Explore this song