Roman script
Thoda pyaar jo ho Thodi si aas maang lu piya Oh jab tu samne ho Ae dil mein jo chupana ho bayaan Thodi jeene ki wajah do Thodi dil mein to panah do Chahe toh sehme sehme Iss pyaar ko wafa do Thodi kashmakash ghata do Thoda saanson ko panah do Chahe toh sehme sehme Iss pyaar ko wafa do Aayi toh hai ajnabi Na lagti fir kyun anjaani Kahin anjaane mein aaj hi hai Koyi kahaani hai ban jani Us anjaan ko kahin main jaan Bujh ke hi jaan na keh du Jaan pehchan badhane se pehle hi Kahin jaan na de du Ye teri aankhon ki galti Ye teri baaton ki galti Thode mere dil ka darr bhi Tere aage meri saansein ni chalti Dil ko tok du ya waqt rok du Main soch hi apni noch du Kyunki tu bhi zada baatein ni krti Tujhko jo dekha to Khud ko bhi dekha main Tujhko to paana hi Khud ko hi paana hai Mujh mein nahin saara hi tu Dil kiya yeh tera banu Thodi jeene ki wajah do Thodi dil mein to panah do Chahe toh sehme sehme Iss pyaar ko wafa do Thodi kashmakash ghata do Thoda saanson ko panah do Chahe toh sehme sehme Iss pyaar ko wafa do
Song details
- Singer: Rahul Sathu
- Singer: Raftaar
- Composer: Nas Khan, Rahul Sathu
- Lyricist: Kunaal Vermaa
- Lyricist: Nas Khan
- Lyricist: Raftaar
Song video
singer: Rahul Sathu, Raftaar
lyricist: Kunaal Vermaa, Nas Khan, Raftaar
director: Eye Blake
cast: Lovepreet, Rahul Sathu
director of photography: Dennis