Roman script
Tu sabr ka saaman Main viral hui jubaan Phir bhi hum dono phas gaye yahan Tu sabr ka saaman Main viral hui jubaan Phir bhi hum dono phas gaye yahan Yeh meme se hoti baatein Yeh video calling raatein Humko dekho ho gaya yeh kya Sab achha lag raha hai Ye bacha lag raha hai Hum toh kab tak jeeyenge ye jahan Selfies mein lagte pyaare Par khud ko khud se haare Kyun apni life se khele Jaise koyi jaanu shona Sajan bin aaye na mohe nindiyan Rain bhar aaye re jaage ratiya Kahe tu mohe sajan piya re Dikhe yeh nazaare maane na apne ankhiyan Sajan bin aaye na mohe nindiyan.. Tu raag sa mahaan Main beat si jawan Phir bhi hum dono phas gaye yahan Tu raag sa mahaan Main beat si jawan Phir bhi hum dono phas gaye yahan Ek duje ki bajaana Ek duje ko hasaana Aisa humne kar diya hai kya Kya khana tumne khaya Subah uth ke nahaya Yeh sab koyi puchhta hai kya Mere sapne naa tumhaare Khud ke hi hai itne saare Status yeh kaise keh de Bas confusion hi hai yahan Sajan bin aaye na mohe nindiyan Rain bhar aaye re jaage ratiyan Kahe to mohe sajan piya re dikhe yeh nazaare Maane na apne ankhiyan Sajan bin aaye na mohe nindiyan..
Song details
- Singer: Shivam Mahadevan
- Singer: Jonita Gandhi
- Film / album: Bandish Bandits
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Divyanshu Malhotra
Song video
singer: Shivam Mahadevan, Jonita Gandhi
music label: Amazon Prime Video India