Roman script

Saal tha 1998, sunne laga rap gaane ya

Ek jariya mila tha iss dard ko dabane ka

Chup chap ladka haan mujhe kaun pehchanega

Apni soch mein dooba soojha na sapna sajane ka

Mujhe laga nahi kabhi mere fan honge

Khuda pe chora shayad mere liye plan honge

Kitno ne diya daga par mujhe nahin laga

Mere naam se aaj yahaan rappers bechain honge

Yaad hai mujhe jab koi chara nahin tha aur

Main thak gaya tha gaa kar, mujhe gana nahin tha aur

2016 mein chorne laga rap, enough of this crap

Mujhe kamana bhi tha aur

Jab prozoekt ka naam faila trend pe

Main naukari mein fasa tha struggle tha rent ye

Par mujhe mila nahin hiphop jaisa pyar

Aakhirkhar jo bhi hua idhar hi hun end mein

Inko laga ye lenge meri jagah, par

Mehnat karke pahucha hu main yahaan

Mauka milte hi kare ye burai

Maine chori nahin fight

Maine ladi ye ladai isliye

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Mehnat ki to game mein, sehmati mile fame hai

Par aaj wo hai major, jo pahle se captain the

Jinka number pure time aaya karta tha busy

Aaj wo kare mujhe call jaise mera last name hai

Heera banta hai dard ko nichod ke

Siyahi roti hai mere kalam ke nok pe

Har mod pe mile hain mijhe dhoke

Daba niche main bojh ke

But I am expected to say that I am ok

Tu iss se bana, bole tu uss se bana

Overnight wala scene nahin hai

Main khud se bana

Itne time raha chup, hua na tujh se khafa

They were blind to this pain

Jaise main khud se fana

Kr$na nahin kar payega wo

Kr$na nahin kar payega ye

Jo bhi tum bologe main nahi kar paaunga

Main wahi kar jaoonga that is the way

Inko laga ye lenge meri jagah, par

Mehnat karke pahucha hu main yahaan

Mauka milte hi kare ye burai

Maine chori nahin fight

Maine ladi ye ladai isliye

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Ujale se behtar kabhi hota andhera bhi

Par roshani ke bina hota savera nahin

Aasman ke taro ne kabhi ghera nahin

Mujhe jante log par dekha hai asli chehra nahin

Inko laga ye lenge meri jagah, par

Mehnat karke pahucha hu main yahaan

Mauka milte hi kare ye burai

Maine chori nahin fight

Maine ladi ye ladai isliye

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Haroonga nahin main kabhi (na na na)

Inki manunga nahi main kabhi (na na na)

Explore this song