Roman script
Tum na huey mere toh kya Hmm.. Tum na huey mere toh kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum na huey mere toh kya Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu aakhiri Maahi mere naseeh marzi bata kya teri Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha Main jaadon ke mahine ki tarah Aur tum ho Pashmine ki tarah Main deewaron ki tarah hoon Tum jaise ho dareecha Main bageecha jo tumne seencha Tum na huey mere toh kya Hmm.. Tum na huey mere toh kya Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara raha Rishta raha bas rait ka Aye samandar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum na huey mere toh kya..
Song details
- Singer: Hriday Gattani
- Singer: Jonita Gandhi
- Film / album: Dil Bechara
- Composer: AR Rahman
- Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Song video
singer: Hriday Gattani, Jonita Gandhi
director: Mukesh Chhabra
cast: Sushant Singh Rajput, Sanjana Sanghi
music label: Sony Music India