Roman script

Humein yaad karke tera bhool jaana

Dil nahin samjha tera door jaana

Humein yaad karke tera bhool jaana

Dil nahin samjha tera door jaana

Sab jhooth tha woh tera hasna hasaana

Tu bewafa phir bhi dil yeh na maana

Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahin?

Aunga main bol kar tu aaya kyon nahin?

Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahin?

Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahin?

Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahin?

Aunga main bol kar tu aaya kyon nahin?

Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahin?

Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahin?

Main khwaab kaise dekhun naye

Aansu tere hain meri palkon tale

Toota nahin mera yakeen

Badle nahin kabhi hum tere liye

Sach ho na jayein duniya ki baatein

Khamosh kar de zamane ko aake

Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahin?

Aunga main bol kar tu aaya kyon nahin?

Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahin?

Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahin?

Jaane wale laut kar tu aaya kyon nahin?

Aunga main bol kar tu aaya kyon nahin?

Koyi vaada toone phir nibhaya kyun nahin?

Aaunga main bolkar tu aaya kyon nahin?

Explore this song